Recent Posts

Friday, January 17, 2014

[starttext]lag ja gale ke phir ye haseen raat ho na ho[endtext]

Film : Woh Kaun Thi 
Release Year : 1964
Producer :
Production :
Director :
Film Actors :
Lyrics : 
Singer : Lata Mangeshkar 
OnScreen Actors :
Music Director : 


Lag Ja Gale Ki Phir Lyrics from Woh Kaun Thi


 Lag ja gale ki phir
 Ye hasin raat ho na ho
 Shayad phir is janam mein
 Mulakat ho na ho
 Lag jaa gale se

 Hum ko mili hai aaj
 Ye ghadiya naseeb se
 Je bhar ke dekh leejiye
 Hamako kareeb se
 Phir apke naseeb mein
 Ye raat ho na ho
 Phir is janaam mein
 Mulakat ho na ho

 Lag ja gale ki phir
 Ye hasin raat ho na ho

 Pas aiye ki ham nahin
 Ayenge baar baar
 Bahen gale mein daal ke
 Ham ro le zaar-zaar
 Ankhoon se phir ye
 Pyaar ki barsaat ho na ho
 Shayad phir is janam mein
 Mulakat ho na ho


 Lag ja gale ki phir
 Ye hasin raat ho na ho
 Shayad phir is janam mein
 Mulakat ho na ho

 Lag jaa gale se

Lag ja gale ke phir ye haseen raat ho na ho - Woh Kaun Thi

Thursday, January 16, 2014

[starttext]Tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara Baijoo bawra Rafi[endtext]

Film : Baiju Bawara 
Release Year : 1952
Producer :
Production :
Director :
Film Actors :
Lyrics : Shakeel Badayuni
Singer : Mohd Rafi, Lata Mangeshkar 
OnScreen Actors :
Music Director : Naushad

Tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara Baijoo bawra Rafi

Monday, February 4, 2013

[starttext] Tujhe dekh ke meri madhubala ....  Bai Bai Man Moracha Kasa Pisara fulala[endtext]

Album/Film : Meri Madhubala
Release Year : 2004
Producer :
Production :
Director :
Film Actors :
Lyrics : Avadhoot Gupte
Singer : Avadhoot Gupte
OnScreen Actors :
Music Director : Avadhoot Gupte

Tujhe dekh ke meri madhubala .... Bai Bai Man Moracha Kasa Pisara fulala

Monday, December 3, 2012

[starttext] 'Abhi Na Jao' , from the movie Hum Dono [endtext]

Hum Dono - Abhi Na Jao Chodkar

Monday, October 8, 2012

Tujhe Chhune Ko Dil Kare (Full song) Sonu Nigam

Is Kadar Pyar Hai (Full video Song) by Sonu Nigam

Sunday, October 7, 2012






Song lyrics to O Sanam (Lucky Ali):
Shaam Sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yu tadpati hain
O Sanam Mohabbat ki kasam,

Milke bichad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door hogaya
O Sanam teri yadoon ki kasam

Samjhe zamaana ke dil he khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se na yu humko girana
Mar bhi gaye toh bhul na jaana.

Ankhon mein bassee ho
Par door ho kaheen
Dil ke kareeb ho
Yeh mujhko hai yakeen
O Sanam tere pyar ki kasam. 

O Sanam Lucky Ali




Song lyrics Kitni Haseen Zindagi (Lucky Ali):
Kitni haseen zindagi hai yeh
Hoton pe jaise kahani hai
Sadaa yahan kiska thikana hai
Un ki rawani mein jaana hai
Bahaaronn ne har sou rang hai bikhairaa
Rait ka sehra, ek pal ka ghera
Ek din bikharnaa yahan

Dil bhi kahin hai pahadon mein
Thoda sa kahin hai kinaron mein
Phir ke chali hai thandi hawaaein
Kya tum miloge hum se jahaan leke jaaye
Bheegi bheegi palkhen, kamsin adaayein
Masoom chehra tera nahin bhool paaye

Tumhe bhi kabhi ye satate hain
Muskra ke dil ko churate hain
Jeene ko to dil yeh chaahta hai
Jaane phir kyon sharmaata hai
Rukta nahin hai, sab kuch bataaye
Chupta nahin hai, dil jaan jaaye
Ab rehna kisko yahaan 

Kitni Haseen Zindagi - Lucky Ali



Song lyrics Nahi Rakhta Dil (Lucky Ali):
Nahi rakhta dil mein kuch,
Rakhta hoon zubaan par,
samjhe na apne bhi kabhi.
Kah nahi sakta main kya,
sahtaa hoon chupa kar,
Ek aesi aadat hai meri.
Sabhi to hain jinse milta hoon,
Sahi jo hai inse kahta hoon,
Jo samajhta hoon.
maine dekha nahi rang dil aaya hai sirf adaa par,
Ek aesi chahat hai meri.
Baharon ke ghere se laaya main dil sajaa kar.
Ek aesi sohbat hai meri.
Saye mein chaye rehta hu
Aankein bichaye rehta hu
Jinse milta hu
kitno ko dekha hain hamne yaha
kutch sikha hain hamne unse naya
Pehle phursat thi ab hasratein samakar
Ek aaisi uljhan hain meri
Khud chalkar rukta hu jaha jis jagah par
Ek aaisi sarhad hain meri
Kahne se bhi main darta hoon
Apno ki dhun mein rahta hoon
Kar kya sakta Hoon
De sakta hoon main thoda pyar yahan par,
Jitni haisiyat hai meri.
Reh jaaun sabke dil mein dil ko basakar
Ek aaisi niyat hain meri
Ho jaye to bhi razi hoon.
Kho jaau to main baaki hoon.
Yun samajhta hoon.
Raste na badle na badla jahan,
Phir kyon badalte kadam hain yahan  

Nahi Rakhta Dil - Lucky Ali




Song lyrics Dekha Hai Aise Bhi (Lucky Ali):
Ghar se main nikla, tanha akela
Saath mere kaun hain yaar hai mera
jo bhi karna tha, ghar aa gaya main
pyaar ko hi maanke chalte jaana
dekha hai aise hi, kisi ko aise hi
apne hi dil mein basaye hue kuch irade hain
dil ke kisi kone bhi kuchh aise hi baaten hain
inko liye jab hum chale nazare bhi humse mile.
o.. dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi
haste hasate sab ko manaake hum jaayenge
barson ki doori ko hum sab saath mitayenge
pyaar rahe unke liye jo dhoonde woh unko mile
o...

* Thoda sa garaj hai, thoda sa samajh hai
chahton ki daayre main itna faraz hai
koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai
arzoo bhi arz hai padhte jaana
dekha hai aise hi, kisi ko aise hi
dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain
reh gaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain
inke liye kab tak chale, hazaron mein hum bhi mile,
o.. dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi (fading)  

Dekha Hai Aise Bhi - Lucky Ali




Jaane Kya dhoondta hai yeh mera dil

Jaane kya dhoondta hai, yeh mera dil
Tujhko kya chaahiye zindagi
Raaste hi raaste hain, kaisa hai yeh safar
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
Bechee rah sa koi sapna hai voh
Kahin nahin hai phir bhi apna hai voh
Aise mere andar shaamil hai voh
Main hoon behta dariya, saahil hai voh
Hai kahan voh, voh kidhar hai, raaste kuch to bata
Kaun sa uska nagar hai, rehguzar kuch to bata
Dhoondti hain jisko nazrein, jaane hai voh kidhar
Soona sa hai mandir, moorat nahin
Khaali hai aaina, soorat nahin
Jeene ka jeevan mein kaaran to ho
Maheke kaise kaliyaan, gulshan to ho
Shamma hai jo mujh mein roshan, voh viraasat kisko doon
Door tak koi nahin hai, apni chaahat kisko doon

Jaane Kya Dhoondta Hai Ye Mera Dil - Lucky Ali

Piya Basanti Re Kahe Sataye Aajaaaa

Piya Basanti Re

Euphoria - Maaeri

MEHFUZ EUPHORIA Palash Sen The Best Song

MEHFUZ - Euphoria

CEO, Director at Sanchi Solutions Pvt Ltd

Action Videos